Monday 1 June 2020

3am








Wo fitoor wo kashmakash aur silsile se thukrate thukrate na jane kab dua taqdeer ho gayi

Bachpan Thodi si ruko kahe ke gayi thi
Hum to intezaar me maheer ho gayi

Jis nazare se dekh rha hu ab
Waha bahut vir ho gayi



Har ek roj har ek sham 
Har ek mayushi jo abhi ek chota sa pencil box me bandh hai
Kya karun main mera to bas yadoon se sambandh hai

Hum to chasmadid gwa hai us larke ka jo fiza me gum ho gayi
Kahte hai dhundoon to vagban mil jata hai mai to musafir ho  gayi
Duniya mukammal karne ki gunjaish leke nikle the, mai to gurbat me chir ho gayi
Jis nazare se dekh rha hu ab
Whan bahut vir ho gayi



Fiza me ranjishein bahti hai aur lautne ki tamanna ap ne ap hazir ho gayi

Yaadoon me kharch  hote hote na jane kab 
Sina ulfat me fakir ho gayi
Jis nazare se dekh rha hu ab
Wah bahut vir ho gayi








2 comments:

  1. Mera knowledge to jyada nh he poems ke mamle me... But jo bhi Abhi padha Dil Ko Chu geya... ❤️❤️❤️❤️

    ReplyDelete